Hijab Quotes||Hijab Quotes In Urdu
Hijab Quotes||Hijab Quotes In Urdu||Quotes About Hijab||Islamic Quotes About Hijab
Hijab Quotes
Hazrat Imam Hussain ne farmaya: Allah Tala us aurat ki nazam qabool nhi karta jo balig hony k bad bhi parda nhi karti.
Aey bint e hawa taj se bhi ziyada sajta hai hijab tum par
Tum hijab main raho sab auqat mein rahen gy.
Hamen dhanp kar wohi rakhna chahta hai jis k liey ham qeemti hoty hain chahy Rab ho ya insan
Hijab ap ki pehchan chupata nahi bal k batata hai k ap islam se taluk rakhny wali musalman khaton hain.
Hazrat Khadija R.A ne farmaya : Aurat k liey behtreen zrver parda hai.aur parda dar aurten junnat mein meri beti Fatima R.A k sath hongi.
Us aurat se ziyada khubsurat koi chez nhi jo apny rab ko razi karny k liey parda kry.
Dopata larhki ki shakhsiyat ko char chand laga deta hai. Zulfen chahy kitni hi haseen kun na hon lakin jo tazeem sar par dopata karwa sakta hai wo sar ki zulfain nhi karwa sakti.
Mard ankhen neechi nhi karna chahta.aurat pardy ko toheen samjhti hai.magar talash dono ko izzat aur ehtram ki hai.
Aurat ki izzat parda hijab aur sar pe chadar karwati hai.main ne amoman aesi aurton k liey mardon ko ehtraman nazren jhukay aur rasta dete dekha hai.
Main modren larhki hon es liey hijab karti hon.zamana e jahliyat se hoti tou behaya hoti.
Jab tum hijab orh leti ho tumhara chehra aesy lagta hai jesy nayab phoolon ka guldasta.
Justju hai gunahon ki sawab se darti hai afsos aj ki binat e hawa hijab se darti hai.
Apny hijab pe naz karo ladkiyo kitaben tou buhat hain lakin gulaf siraf quran pak pe hota hai.

Post a Comment for "Hijab Quotes||Hijab Quotes In Urdu"